#Karwachauth ke iss avsar par kuch arz kiya hai ki...
Wo kisi aur ko chaand samajh baithi,
Hum uski chaandni ke intezaar mein reh gaye.
Wo chhanni se uska chehra dekh kar vrat tod baithegi aur hum chhanni se rotiyan he khaate reh gaye. 💔
(Mummy 2 roti aur khaunga main)